Sunday, April 25, 2010

SIMAPAR HO RAHA BHARAT KA APMAN-NAHI SAHEGA HINDUSTAN.

Bharat ke parosi desh pakistan,jo saatth[60] wars purva bharat se alag hokar ek swatantra rastra bana,is desh ke kuch karnadharo ne sabhi dharmik badhaon se upar uthkar dono desh ke vikas ka sapna dekha tha,jo kahi na kahi apne aap me hasyaspad hai kyonki vibhajan to dharm ke aadhar par hua tha.Bharat to dharmanirpekshata ka wada har haal me nibha raha hai,parantu pakistan aur Bangladesh jahan har roj Bharat ka apman aam batein hai,abhi pakistan ke ilakon me jaha bhartiya dharmawlambion ki sankhya gujar basar karti hai un chetron me talibani ka atyachar,gujar basr karne ke liye "JAJIA" Ke rup me kar,parivar me Ma,Behen,Betion ke satha durvyawahar aur in dharmon ka apman.Lekin pakistan sarkar kuch nahi kar sakti kyunki wo vivas hai apne kattarpanthi dharmik kanoon ke samne,jiska sapna hai puray viswa me Jehad ko sthapit karna.jaha ek taraf Sikh bhaion ko mara ja raha hai wahi apne hi desh me jo waha ke atanki pakre jate hai unko lekar hamare rajnetaon ka prem sirf aur sirf muslim vote bank ka jor ghatao darsata hai.Ascharya ki batein hai ki koi bhi rajnitigya aatankwad ke virodh kara kanoon ki batein nahi karta,jabki pakistan me hinduon aur sikhon ke rehne ke liye itna mehanga aur kara kanoon hai.
ek aankra darsata hai ki jaha ajadi ke samay pakistan me hum logon ki sankhya lakhon thi aaj wo sirf 10,000 hai.Pakistan se hum baat karenge har roj kahi jati hai,har ek aatanki hamla ek naya bayan ko janm deta hai.POTA ko hata kar kendra sarkar ne amantran to suru me hi de diya tha Bharat ko Free aatanki hamla jone hone ka.Har din in dono desho se hajaro ki sankhya me ghuspaithiye bharat ko atey hai,lekin sarkar ko nahi dikhta hai,parantu koi sikh ya hindu parivar agar in desho ko chhor kar bharat aney ki baat karta hai to sarkar ko cabinet baithak bulana parta hai.sahi mano to desh me agar kuch log ya sangathan nahi hote to kashmir aaj pakistan ke ye putna ke aulad rajneta dahej me de diye hote,bangladesh ko to 3 bigha jamin de hi diye.Bharat sarkar ko pakistan me ho rahe in hamlo ko rokne ke liye turant pehel karni chahiye aur sabhi sikho-hinduo ko suraksha waha mile isko sunischit karna chahiye

No comments:

Post a Comment